Sunday, May 04, 2008

VENNAI KAPPU 2 OF 2 MAY 03 2008

4 comments:

ravinder said...

Sankatamochanan |



Baal Samay Rabi Bhakshi Liyo Tab
Tinhu Lok Bhayo Andhiyaaro
Taahi So Tras Bhayo Jag Ko
Yeh Sankat Kaahu Sau Jaat Ne Taaro
Devan Aani Kari Binti Tab
Chadi Diyo Rab Kasht Nivaaro
Ko Nahi Jaanat Hai JagMein Kapi
Sankatmochan Naam Tihaaro--1
Baal Ki Traas Kapis Basey Giri
Jaat Mahaprabhu Panth Niharo
Chaunki Maha Muni Shaap Diyo Tab
Chahiy Kaun Bichar Bicharo
Kay Dwij Roop Livaya Mahaprabhu
So Tum Das Ke Sok Nivaro--2
Angad Ke Sang Len Gaye Siya
Khoj Kapis Yeh Bain Ucharo
Jivat Na Bachiho Hum So Ju
Bina Sudhi Laye Iha Pag Dhaaro
Her Thakey Tat Sindhu Sabey Tab Lay
Siya-Sudh Pran Ubaaro--3
Raavan Traas Dai Siya Ko Sab
Raakshashi So Kahi Sok Nivaaro
Taahi Samay Hanuman Mahaprabhu
Jaaya Maha Rajnichar Maaro
Chahat Siya Asok So Aagi Su
Dai Prabhu Mudrika Sok Nivaaro--4
Baan Lagyo Ur Laxman Ke Tab
Pran Tajey Sut Ravan Maaro
Ley Grah Baidya Sushen Samet
Tabey Giri Dron Su Bir Upaaro
Aani Sajeevan Haath Dai Tab
Laxman Ke Tum Pran Ubaaro--5
Ravan Judh Ajaan Kiyo Tab
Naag Ki Faans Sabey Sir Daaro
ShriRagunath Samet Sabey Dal
Moh Bhayo Yeh Sankat Bhaaro
Aani Khages Tabey Hanuman Ju
Bandhan Kaati Sutraas Nivaaro--6
Bandhu Samet Jabey Ahiravan
Ley Ragunath Pataal Sidhaaro
Debihi Puji BhaliBidhi So Bali
Deoo Sabey Mili Mantra Bichaaro
Jaaya Sahaya Bhayo Tab Hi
Ahiravan Sainya Samet Sanhaaro--7
Kaaj Kiye Bad Devan Ke Tum
Bir Mahaprabhu Dekhi Bichaaro
Kaun So Sankat Mor Garib Ko
Jo Tumso Nahi Jaat Hai Taaro
Baig Haro Hanuman Mahaprabhu
Jo Kuch Sankat Hoey Hamaro--8

ravinder said...

bhajan

KABHI PYASE KO PANI PILAYA NAHI
BAAD AMRIT PILANE SE KYA FAIDA
KABHI GIRATE HUVE KO UTHAYA NAHI
BAAD AASU BAHANE SE KYA FAIDA

MEI TO MANDIR GAYA, PUJA AARTI KI
PUJA KARTE HUVE YE KHAYAL AA GAYA
KABHI MAA BAAP KI SEVA KI HI NAHI
SIRF PUJA KE KARNE SE KYA FAIDA

MEI TO SATSANG GAYA GURUVANI SOONI
GURUVANI KO SOONKAR KHAYAL AA GAYA
JANMA MANAV KA LEKE DYA NA KARI
FIR MANAV KAHLANE SE KYA FAIDA

MAINE DAAN KIYA MAINE JAPTAP KIYA
DAAN KARTE HUVE YE KHAYAL AA GAYA
KABHI BHUKHE KO BHOJAN KHILAYA NAHI
DAAN LAKHO KA KARNE SE KYA FAIDA

GANGAA NAHANE HARIDHVAR KASI GAYA
GANGAA NAHATE HI MAANME KHAYAL AA GAYA
TAAN KO DHOYA MAGAR MAAN KO DHOYA NAHI
FIR GANGAA NAHANE SE KYA FAIDA

MAINE VED PADHE MAINE SHASHTRA PADHE
SHASHTRA PADHATE HUVE YE KHAYAL AA GAYA
MAINE GNAN HI KISI KO BATA NAHI
FIR GNANI KAHELANE SE KYA FAIDA

MAAT PITAA KE HI CHARNOME CHARO DHAM HE
AAJA AAJA YAHI MUKTI KA DHAM HE
PITAA MAATA KI SEVA KI HI NAHI
FIR TIRTHO ME JANE SE KYA FAIDA

ravinder said...

Bhajan

" Aisi lagi lagan, meera ho gayi magan
Wo to gali-gali hari guna ganne lagi
Mehlo mein pali, ban ke jogun chali
Meera rani divani kahane lagi
Aisi lagi lagan, meera ho gayi magan - 2

Koi roke nahi, koi toke nahi
Meera govinda gopal-e ganne lagi
Baithi santon ke sang, rangi mohan ke rang
Meera premi pritam ko manane lagi

Aisi lagi lagan, meera ho gayi magan
Wo to gali-gali hari guna ganne lagi
Mehlo mein pali, ban ke jogun chali
Meera rani divani kahane lagi
Aisi lagi lagan, meera ho gayi magan - 2

Rana ne vish diya, mano amrit piya
Meera sagar mein sarita samane lagi
Dukh-e lakhon sahe, mukse govind kahe
Meera govinda gopal-e ganne lagi

Aisi lagi lagan, meera ho gayi magan
Wo to gali-gali hari guna ganne lagi
Mehlo mein pali, ban ke jogun chali
Meera rani divani kahane lagi
Aisi lagi lagan, meera ho gayi magan - 3"

ravinder said...

Sri Ram Chandra Kripalu Bhajman :

(With its English Translation)

Shriramachandra kripalu bhaju man haran bhavabhai darunam,
Navakanja-lochana, kanjamukha, kara kanja pada kanjarunam.


O my heart! Sing praises of Sri Ram, Who absolves the greatest fears due to the cycle of life and death, and Whose eyes, mouth, hands, and feet are like a newly blooming red lotus


Kandarpa aganita amit chavinava neel-neeraja sundaram,
Pata peet manahu tadita ruchi shuchi noumi, janaka sutavaram.

I bow to Sri Ram, Whose beauty cannot be compared with that of the cupid Kamdev, Whose pleasing appearance is beyond any measures, Whose body is like a newly formed dense blue cloud, Whose yellow robes are shining like lightening (on His cloud like body), Whose beauty is gleaming, and Who is the consort of the daughter of Janak (Sita)


Bhaju deenbandhu dinesh danav-daitya-vansha-nikandanam,
Raghunand anandakand koshalachandra dasharath-nanadanam.

Sing praises of Sri Ram, Who is the friend of poor, Who is the Lord of Sun, Who expurgated the lineage of demons from Danu and Diti, Who is the dear one of Raghu, Who is like a cloud of happiness, Who is like a moon for Kausalya, and Who is dear one of Dashrath

Sira mukuta kundala tilaka charu udaru anga vibhushanam,
Aajaanubhuja shara-chaapa-dhara, sangrama-jita-khara dushanam.


Sing praises of Sri Ram, Who has a beautiful crown on His head, Who is adorned with ear-hoops, Who has a beautiful colored mark (tilak) on His forehead, Who has expanded and beautiful organs decorated by ornaments, Who has long hands reaching His knees, Who holds a bow and an arrow, and Who defeated Khar and Dushan in a fierce battle

Iti vadati tulasidasa shankara-sesha-muni-mana-ranjanam,
Mama hridai kanja-nivaasa kuru, kaamaadi khala-dala-ganjanam


Tulsidas says this; Ram, the enticer of Shiv, Shesh (Sheshnag), and saints, reside in my lotus-like-heart and destroy the evils generated by desire